Shash Kalma Six Kalimas in Arabic

1. First Kalima      2. Second Kalima    3. Third Kalima

4. Fourth Kalima   5. Fifth Kalima         6. Sixth Kalima

Shash Kalma in Urdu

1st Kalima Tayyabah means: The word of Purity-Sanctity

Kalma Tayyaba in Roman English: Laa ilaaha illal Lahoo Mohammadur Rasool Ullah

Pehla-Awal Kalma Tarjuma in Urdu Hindi: Allah kay siwa koi mabood ni, Muhammad PBUH Allah kay Rasool hen

First Kalma in Arabic With English Translation: There is none worthy of worship except Allah. Muhammad (PBUH) is The Messenger of ALLAH.

2nd Kalima Shahadat means: The word of Testimony-Evidence

Kalma shahadah in Roman English: Ashahado An Laa ilaaha illal Laho Wahtha Ho La Shareekala Hoo Wa Ash Hado Anna Mohammadan Abdo Hoo Wa Rasoolohoo.

Doosra-Doom kalima shahadat Tarjuma in Urdu Hindi: Ashadu an la ila ha ill Allah ho wah da ho, la shre ka la ho wa ashado anna Muhammadan andoho wa rasolo

Second Kalma With English Translation: I testify that (there is) no partner for Him. And I testify that certainly Muhammad (is) His worshipper and His Messenger.

Islamic Shash Kalma in Urdu

3rd Kalima Tamjeed means: The word of Glorification-Glory of Allah

Kalma Tamjeed in Roman English: Subhanallahe Wal Hamdulillahe Wa Laa ilaha illal Laho Wallahooakbar. Wala Haola Wala Quwwata illa billahil AliYil Azeem.

Teesra-soom Kalma Tarjuma in Urdu Hindi: Allah pak hy oar tamaam tareefein Allah he ke liye hain. Oar Allah ke siwa koi mabood nahi oar Allah he boht bra hey, Oar ghunahon se bhachney ki taaqat oar neik kaam kurne ki qowwat Allah he ki tarf se hy jo ali-shaan oar azmat wala hy.

Third Kalma With English Translation: Glory (is for) Allah. And all praises for Allah. And (there is) none worthy of worship except Allah. And Allah is the Greatest. And (there is) no power and no strength except from Allah, the Most High, the Most Great.

Shash Kalma in Urdu oar Hindi me

4th Kalima Tauheed-Toheed means: The word of Oneness-Oneness of Allah

Kalma Tauhid in Roman English: Laa Ilaaha Il-lal Laahu Wahdahu Laa Shareeka Lahu Lahul Mulku Walahul Hamdu Yuhyee Wa Yu-meetu Wa Huwa Haiey-yul Laa Yamootu Abadan Abada, Zul Jalaali Wal Ikraam Biyadihil Khaieru Wa Huwa Alaa Kul-li Shaie-in Qadeer..

Chaharam-Chota Kalma Tarjuma in Urdu Hindi: Allah ke siwa koi mabood nahi, Wo akela hai uska koee shareek nahi, Usiki baadshai hai oar usi ke liye tamaam tareef hai, Wo zinda kurta oar wohi maarta hai, Oar wo hamaisha ke liye zindah hai jo mry ga nahi, Wo azmat oar bazurgi wala hai, Behtri usi ke haath me hai, Oar wo hur cheez par qadir hai.

Fourth Kalma With English Translation: There is none worthy of worship except Allah. He is only One. There is no partners for Him. For Him is the Kingdom. And for Him is the Praise. He gives life and acuses death. And He is Alive. He will not die, never, ever. Possessor of Majesty and Reverence. In His hand is the goodness. And He is the goodness. And He is on everything powerful.

Islamic Shash Kalma in Urdu

5th Kalima Istighfar means: The words of Seeking Forgiveness-Repentance

Kalma Astaghfar in Roman English: Astagh firul-Laaha Rab-bee Min Kuli Zanmb-bin Aznabtuhu Amadan Au Khata-an Sir-ran Au Alaaniyatan Wa Atoobu Ilaiehi Minaz-Zanmbil-Lazee A’lamu Wa Minaz-Zanmbil-Lazee Laa A’lamu In-naka Anta Al-laamul Ghuyoobi Wa Sat-taaral Uyoobi Wa Ghaffaaruz Zunoobi Wa Laa Haula Wa Laa Quw-wata Il-laa Bil-Laahil Aleey-yil Azeem.

Panchwan Panjam Kalma Tarjuma in Urdu Hindi: Main Allah Se mafi mangta hun jo mera rab hai, apne har us gunah se jo maine jan buzkar kiya ya bhul kar kiya chhup kar kiya ya zahiran kiya aur main uski bargah me tauba karta hu ush gunah se jisko main janta hun aur us gunah se bhi main jisko nahi janta. ay allah beshk tu gaibo ko janne vala he aur aaibo ko chhupane vala aur gunaho ko bakhshne vala hai. aur gunah se bachne ki taakt aur neki karnekikuvvat nahi magr allah ki madad se jo bahot buland azmatwala hain.

Fifth Kalma With English Translation: I seek forgiveness from Allah, my Lord, from every sin I committed knowingly or unknowingly, secretly or openly, and I turn towards Him from the sin that I know and from the sin that I do not know. Certainly You, You are the knower of the hidden things and the Concealer of the mistakes and the Forgiver of the sins. And there is no power and no strength except from Allah, the Most High, the Most Great.

Shash Kalma in Urdu oar Hindi me

6th Kalima Radde Kufr means: The words of Rejecting Disbelief-Refutation of disbelief

Kalma Radde Kufr in Roman English: Allah Humma inni Aaoozubika Min An Oshrika Beka Shai Aown Wa Anaa Aalamo Behi Wasthaghfiruka Lima La A’lamu Behi Tubtu Anho Wa Tabarrato Minal Kufri Washshirki Wal Kizbi Wal Jheebati Wal Bidaati Wan Nameemati Wal Fawahishi Wal Bohtani Wal Maasi Kulliha Wa Aslamtoo Wa Aamantoo Wa Aqoolo Laa ilaaha illal Lahoo Mohammadur Rasool Ullah.

Chata-Shisham Kalma Tarjuma in Urdu Hindi: Ay Allah beshak main teri pnah mangta hun isse ke main jante huve kisi chizko tera sharik  bnavu aur bakhsis mangta hu tujse uski jisko main nahi janta aur maine usse tauba ki aur main bezar huva kufr se aur shirk se aur zuth se aur gibat se aur bid’atse aur chugliyo se aur behayaiyo se aur bohtanse aur tmaam gunahon se aur islam laya main aur iman laya main aur main kehta hun ke allahke  sivaa koi ma’bood nahi Muhammad sallalaahu alayhi wasllam allah ke rasool he.

Sixth Kalma With English Translation: O Allah! Certainly I seek protection with You from, That I associate partner with You anything and I know it. And I seek forgiveness from You for that I do not know it. I repended from it and I made myself free from disbelief and polytheism and the falsehood and the back-biting and the innovation and the tell-tales and the bad deeds and the blame and the disobedience, all of them. And I submit and I say, there is none worthy of worship except Allah, Muhammad is the Messenger of ALLAH.