Chata Kalma Radde Kufr Ka Urdu Tarjuma
6th Kalima Radde Kufr means: The words of Rejecting Disbelief-Refutation of disbelief
Kalma Radde Kufr in Roman English: Allah Humma inni Aaoozubika Min An Oshrika Beka Shai Aown Wa Anaa Aalamo Behi Wasthaghfiruka Lima La A’lamu Behi Tubtu Anho Wa Tabarrato Minal Kufri Washshirki Wal Kizbi Wal Jheebati Wal Bidaati Wan Nameemati Wal Fawahishi Wal Bohtani Wal Maasi Kulliha Wa Aslamtoo Wa Aamantoo Wa Aqoolo Laa ilaaha illal Lahoo Mohammadur Rasool Ullah.
Chata-Shisham Kalma Tarjuma in Urdu Hindi: Ay Allah beshak main teri pnah mangta hun isse ke main jante huve kisi chizko tera sharik bnavu aur bakhsis mangta hu tujse uski jisko main nahi janta aur maine usse tauba ki aur main bezar huva kufr se aur shirk se aur zuth se aur gibat se aur bid’atse aur chugliyo se aur behayaiyo se aur bohtanse aur tmaam gunahon se aur islam laya main aur iman laya main aur main kehta hun ke allahke sivaa koi ma’bood nahi Muhammad sallalaahu alayhi wasllam allah ke rasool he.
Sixth Kalma With English Translation: O Allah! Certainly I seek protection with You from, That I associate partner with You anything and I know it. And I seek forgiveness from You for that I do not know it. I repended from it and I made myself free from disbelief and polytheism and the falsehood and the back-biting and the innovation and the tell-tales and the bad deeds and the blame and the disobedience, all of them. And I submit and I say, there is none worthy of worship except Allah, Muhammad is the Messenger of ALLAH.